Skip to main content

Faiz Ahmed Faiz

Faiz Ahmed Faiz


Faiz Ahmed Faiz was born on 13 February 1911 in Kala Kader village, Sialkot in Punjab Pakistan. Education was M.A. (English Literature) and M.A. (Arabic Literature). Occupation was Urdu poet, journalist. He got married with British women Alys Faiz and had two doughters, Moneeza and Salima Hashmi. His Notable works are Naqsh-e-Faryadi, Dast-e-Sabah and Zindan-nama.


He was awarded the:

MBE, 1946

Lenin Peace Prize, 1963

The Peace Prize (Pakistani Human Rights Society)

The Avicenna Award (posthumous)

Nigar Awards

Nishan-e-Imtiaz (Pakistan's Highest Civilian Award), posthumous in 1990
He died on 20th November 1984 (1984-11-20) at 73 aged.

Urdu Poetry By Faiz
Zindagi paon chal rahi ho gi
Meri dunya badal rahi ho gi

Hum andheron mein khush guman rahe
Roshni chaal chal rahi hogi

Chaand ab badalon ki ot mein hai
raat pahlo badal rahi hogi

Jhankta hai koii dariche se
Chaandni hath mal rahi ho gi

Mere bachpan ki mom ki gurya
Lamha lamha pighal rahi ho gi

Aise jazbon ko nam kia do ge
Tasangi jin mein pal rahi ho gi

Dushmani jab hadon se thahri hai
Moj khud mein machal rahi hogi



Dono.n jahan teri muhabbat mein har k
Wo jaraha hai koii shab-e-ghum guzar k

Wiran hai maikada, kham o saghar udas hain
Tum kia gaye k rooth gaye din bahar k

Ik fursat gunah mili wo bhi char din!
Dekhey hain hum ne hosley parwardigar k

Dunya ne teri yad se begana kar dia
Tujh se bhi dilfraib hain ghum rozgar k

Bhule se muskra to diye tha wo Aaj Faiz
Mut pooch walolay dil nakarda kar k

dil main ab yun tere bhule huye gam ate hain
jaise bichre huye kabe main sanam ate hain

ik ik kar k huye jate hain tare raushan
meri manzil k taraf tere qadam ate hain

raqs-e-may tez karo, saz k lay tez karo
su-e-maikhana safiran-e-haram ate hain

kuch hamin ko nahin ehsan uthane ka dimag
wo to jab ate hain mail-ba-karam ate hain

aur kuch der na guzare shab-e-furqat se kaho
dil bhi kam dukhta hai wo yad bhi kam ate hain

Popular posts from this blog

To my dear mother