Ghussy me jo Nikhra he, Us Husn ka kya kehna!
kuchh Dair abhi Hum se Tum Yoonhi khhafa rehna!
Is Husn k Sho'ly ki Tasveer bna lein Hum,
In Garm Nigaahon ko Seeny se laga lein Hum.
Pall bhar isi Aalam me Ae Jaan-e-Ada rehna!

Pehly bhi Haseen theen Tum lekin yeh Haqeeqat he,
Woh Husn Museebat tha, Yeh Husn Qayaamat he!
Samaan-e-Qaza ho Tum, Samaan-e-Qaza rehna!
kuchh Dair abhi Hum se Tum Yoonhi khhafa rehna ...!

Comments
Post a Comment