Mera munsif tha koe hukam sonata mujhko
main jo mujrim tha tah-e-khaak milata mujko
choriye baat muqaddar pe na dalain aisay
usko chahat thi tu pher apna banata mujhko
eak hasrat se nigahon main utar aae hai
aaenay he main kabhi aks dikhata mujhko
choor deta ya koe rabt barhata mujh se
faisla jo bhe kia tha tu batata mujhko
umar gozri hai meri dhoop[ main jaltay jaltay
wo kise rooz tu aanchal main chopata mujhko
Raaz aankhoun se zara boojh tu halka hota
apna gham de k kise rooz rolata mujhko

Comments
Post a Comment