Aaj kuch suno Mujh Se K Dil Ki Haalat Ajeeb Hai
Ghamgeen Hai Tabiat Rang-e-Chahat Ajeeb Hai,
Us ki Baatain us ki Aankhain Badal Rahi Hain,
Lag Raha Hai Shab-e-hijr Qareeb Hai,
Tor kar Qasmain Woh Badal Raha Hai Nigahain
Main samajh Giya Ab Us Kay Paas Raqeeb Hai,
Bhula kar Mujhay Ab Rehta Hai Woh Khush
Aur Mujhay Woh Marz Diya Jis Ka Na koi Tabeeb Hai,
Musalsal Mere Dil Pe Gham-e-Yaar K Sitam Hain,
Yun Lagta Hai "WASI" K Ab Meri Mout Qareeb Hai.

Comments
Post a Comment